歌词与中文翻译
Lehraati huwi raahein
这些波浪般的道路
khole huwe hain baanhein
向我们张开双臂
Ye hum aa gaye hain kahaan
我们来自哪里
Palkon pe gehre halke
眼上的明暗交错
hai reshmi dhundhalke ke
形成一团柔和的薄雾
Ye hum aa gaye hain kahaan
我们来自哪里
Aa…ye hum aa gaye hain kahaan
啊...我们来自哪里
Woh dekho zara parbaton pe ghataayein
看啊 群山上环绕的云
humaari daastaan holle se sunaaye
它们轻轻地诉说着故事
Suno toh zara ye phoolon ki waadi
听啊 田野上生长的花
humaari hi koyi kahaani hai sunaati
在讲述我们之间的故事
Sapnon ke is nagar mein
在这梦想的小镇里
yaadon ki rehguzar mein
在这段回忆里
Ye hum aa gaye hain kahaan
我们来自哪里
Haan.. ye hum aa gaye hain kahaan
我们来自哪里
Jo raahon mein hai rut ne sona bikhera
这些道路上的天气撒下了金子
Sunehra huwa tera mera savera
我的和你的清晨也变成了金色
Zameen so gayi barf ki chaadaron mein
这些土地在白雪的覆盖下昏昏欲睡
Bas ek aag si jalti hai do dilon mein
两人的内心仍有一团火焰在燃烧
Hawaayein sansanaayein
微风拂面
badan kaanp jaayein
让我们身体颤抖
Ye hum aa gaye hain kahaan
我们来自哪里
Haan ye hum aa gaye hain kahaan
我们来哪里
Ye barsaat bhi kab thumein kaun jaane
没有人知道雨何时会停止
Tumhein mil gaye pyaar ke sau bahaane
你找到了一百个爱的理由
Sitaaron ki hai jaise baaraat aayi
我们现在拥有了星辰
humaare liye raat yun dagmagaayi
夜空为我们闪耀
Sapne bhi jhilmilaayein
梦想也在发光
Dil mein diye jalaayein
它们点亮了心中的明灯
Ye hum aa gaye hain kahaan
我们来自哪里
Haan ye hum aa gaye hain kahaan
我们来自哪里
Haan ye hum aa gaye hain kahaan
我们来自哪里