歌曲 / 歌词

Hum Saath Saath Hain

RaamlaxmanListen on Apple Music

歌词

Phoolon Mein Khushboo Hai
Is Dil Mein Ek Tu Hai
Janmon Ke Saathi
Hum Saath Saath Hain
Janmon Ke Saathi
Hum Saath Saath Hain
Nainon Mein Jyoti Hai
Seepi Mein Moti Hai
Janmon Ke Saathi
Hum Saath Saath Hain
Janmon Ke Saathi
Hum Saath Saath Hain
Jaise Hanson Ke Sung Hansini
Jaise Chanda Mein Hai Chandni
Jaise Kaviyon Ki Ho Bhavana
Jaise Man Mein Koi Kamana
Diya Aur Baati
Hum Saath Saath Hain
Janmon Ke Saathi
Hum Saath Saath Hain
Jaise Aankhon Mein Ho Shokhiyan
Jaise Hothon Pe Ho Surkhiyan
Jaise Saawan Mein Jhoome Jiya
Jaise Sajni Ke Sung Ho Piya
Diya Aur Baati
Hum Saath Saath Hain
Janmon Ke Saathi
Hum Saath Saath Hain
Phoolon Mein Khushboo Hai
Is Dil Mein Ek Tu Hai
Janmon Ke Saathi
Hum Saath Saath Hain
Janmon Ke Saathi
Hum Saath Saath Hain

更多歌手作品

专辑信息

Hum Saath-Saath Hain →
  1. Mhare Hiwda Mein Nache Mor
  2. ABCDEFGHI.... I Love You
  3. Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai
  4. Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiyya
  5. Maiyya Yashoda
  6. Sunoji Dulhan Ek Baat Sunoji
  7. Hum Saath Saath Hain