歌曲 / 歌词

Didi Tera Devar Deewana

Lata MangeshkarListen on Apple Music

歌词

Lalalala.. Lai lai la..Lala
Lalalala.. Lai lai la..Lala
Didi tera devar deewana
Ho didi tera devar deewana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Dhandha hai yeh uska puraana
Arrey dhandha hai yeh uska puraana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Lalalala.. lai lai la..Lala
Lalalala.. lai lai la..Lala
Main boli ke laana
Tu imli ka daana
Magar woh chuaare le aaya deewana
Main boli ke machle
Hai dil mera haye
Woh kharbuja laaya
Jo neembu mangaaya
Pagla hai koi usko bataana
Arrey pagla hai koi usko bataana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Didi tera devar deewana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Lalalala.. Lai lai la..Lala
Lalalala.. Lai lai la..Lala
Main boli ke laana
Tu mitti pahaadi
Magar woh bataashe le aaya anaadi
Main boli thi la de
Mujhe tu khataayi
Woh baazar se le ke aaya mithaai
Hun mushkil hai yuh mujhko phasaana
Ye mushkil hai yuh mujhko phasaana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Oyi maa didi tera devar deewana
Haye Ram, kudiyon ko daale daana
Hoyi hoyi hoyi haye re haye
Hoyi hoyi hoyi haye re haye
Bhabhi teri behna ko maana
Ho bhabhi teri behna ko maana
Haye Ram, kudiyon ka hai zamaana
Haye Ram, kudiyon ka hai zamaana
Rabba mere mujhko bachaana
Ho rabba mere mujhko bachaana
Haye Ram, kudiyon ka hai zamaana
Haye Ram, kudiyon ka hai zamaana
Rappapapa.. Tururururu rururu..
Rappapapa.. Tururururu rururu..
Hukum aapka tha
Jo maine na maana
Khatavaar hoon main
Na aaya nibhaana
Sazaa jo bhi doge
Woh manzoor hogi
Aji meri mushkil
Tabhi door hogi
Bandaa hai yeh khudse begaana
Aji bandaa hai yeh khudse begaana
Haye Ram, kudiyon ka hai zamaana
Haye Ram, kudiyon ka hai zamaana
Haye Ram, kudiyon ka hai zamaana
Haye Ram, kudiyon ka hai zamaana
Haye Ram, kudiyon ka hai zamaana

更多歌手作品

专辑信息

Bollywood: An Anthology Of Songs From Popular Indian Cinema →
  1. Ae Naujawan Hai
  2. Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata
  3. Khamoshiyan Gungunane Lagi
  4. Ek Ladki Ko Dekha
  5. Jooma Chumma De De
  6. Rang De Mujhe Rang De
  7. Chura Liya Hai Tum Ne
  8. Ek Doosre Se Karte Hai
  9. Come Closer
  10. Didi Tera Devar Deewana
  11. Dum Maro Dum
  12. Roop Tera Mastana
  13. Mera Naam Chin Chin Chu
  14. Ina Mina Dika
  15. Sawan Ka Mahina
  16. Aayega Ayega Aanewala
  17. Ramaiya Vastavaiya
  18. Jhumka Gira Re
  19. Madhuban Mein Radhika
  20. Chand Mera Dil
  21. Na Tum Jano Na Hum
  22. Chinna Chinna Asai
  23. Zindagi Jhoom Kar