歌曲 / 歌词

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata

Lata MangeshkarMukeshListen on Apple Music

歌词

Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai
Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai
Kee jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Kee jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Too abse pehle sitaro me bas rahee thee kahee
Too abse pehle sitaro me bas rahee thee kahee
Tujhe jamin pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe jamin pe bulaya gaya hai mere liye
Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai
Kee yeh badan yeh nigahe meree amanat hain
Kee yeh badan yeh nigahe meree amanat hain
Yeh gesuo kee ghanee chhaon hain meree khatir
Yeh honth aur yeh baahe meree amanat hain
Yeh honth aur yeh baahe meree amanat hain
Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai
Kee jaise bajatee hain shehnaiya see raaho me
Kee jaise bajatee hain shehnaiya see raaho me
Suhag rat hain ghunghat utha raha hu mai
Suhag rat hain ghunghat utha raha hu mai
Simat rahee hai too sharma ke apni baaho me
Simat rahee hai too sharma ke apni baaho me
Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai
Kee jaise too mujhe chahegee umrr bhar yu hee
Uthegee meree taraf pyar kee najar yu hee
Mai janta hu kee too gair hai magar yu hee
Mai janta hu kee too gair hai magar yu hee
Kabhee kabhee mere dil me khayal aata hai
Kabhee kabhee mere dil me khayal aata hai

更多歌手作品

专辑信息

Bollywood: An Anthology Of Songs From Popular Indian Cinema →
  1. Ae Naujawan Hai
  2. Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata
  3. Khamoshiyan Gungunane Lagi
  4. Ek Ladki Ko Dekha
  5. Jooma Chumma De De
  6. Rang De Mujhe Rang De
  7. Chura Liya Hai Tum Ne
  8. Ek Doosre Se Karte Hai
  9. Come Closer
  10. Didi Tera Devar Deewana
  11. Dum Maro Dum
  12. Roop Tera Mastana
  13. Mera Naam Chin Chin Chu
  14. Ina Mina Dika
  15. Sawan Ka Mahina
  16. Aayega Ayega Aanewala
  17. Ramaiya Vastavaiya
  18. Jhumka Gira Re
  19. Madhuban Mein Radhika
  20. Chand Mera Dil
  21. Na Tum Jano Na Hum
  22. Chinna Chinna Asai
  23. Zindagi Jhoom Kar