歌曲 / 歌词

Nasha Sa

Ratnang SinghListen on Apple Music

歌词

Jabse hum mile hain
Chhaya hai kuchh aisa nasha sa
Hawa mein, ke jhoomein
Man ye mera paagal
Dooba hi jaoon
Tere hi khayalon mein
Kaisa hai ye jadoo Ki jhoomein
Man ye mera paagal
Jabse hum mile hain
Chhaya hai kuchh aisa nasha sa
Hawa mein, ke jhoomein
Man ye mera paagal
Dil ko karta hai ghayal tera muskaraana
Sukoon dilaye, tera ye gungunana
Dhadkane badhaye, tera ye sharmana
Koi ye bataaye
Hua hai mujhe ye kya
Dil ko karta hai ghayal tera muskaraana
Sukoon dilaye, tera ye gungunana
Dhadkane badhaye, tera ye sharmana
Koi ye bataaye
Hua hai mujhe ye kya
Zara dekho, na to mud ke
Tere hi rangon mein
Dhalta hi jaaye, jhoomein
Man ye mera paagal
Dooba hi jaoon
Tere hi khayalon mein
Kaisa hai ye jadoo Ki jhoomein
Man ye mera paagal
Jabse hum mile hain
Chhaya hai kuchh aisa nasha sa
Hawa mein, ke jhoomein
Man ye mera paagal
Jabse hum mile hain
Chhaya hai kuchh aisa nasha sa
Hawa mein, ke jhoomein
Man ye mera paagal
Man ye mera paagal

更多歌手作品

专辑信息

SPIN Presents Indie Asia Vol 1 →
  1. Durga Vibes
  2. Friday
  3. Shane (SPIN Mix)
  4. Girl Like You
  5. Mirror / 镜中人
  6. Selah
  7. Forget Again
  8. 24
  9. Nasha Sa
  10. Lies (Jay.Soul Truth Mix)
  11. Something Beautiful
  12. The Night of Mt. Naeba (SPIN Mix)
  13. Julia Posh
  14. Wolf Dance