歌曲 / 歌词

Ek Bewafa Se Pyar Kiya

Shankar JaikishanListen on Apple Music

歌词

Ek Bewafa Se Pyar Kiya -Lata Mangeshkar
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Bholi surat wala nikla lutera
Raat chhupaye dil mein munh pe savera
Bholi surat wala nikla lutera
Raat chhupaye dil mein munh pe savera
Oye humne dil nisaar kiya
Dil ko beqraar kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
De gayin dhokha humein neeli neeli aankhein
Neeli neeli aankhein
De gayin dhokha humein neeli neeli aankhein
Neeli neeli aankhein
Sooni hai dil ki mehfil bheegi bheegi aankhein
O bheegi bheegi aankhein
Oye humne aitbaar kiya
Ulfat ka iqraar kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya

更多歌手作品

专辑信息

Awaara/Shree 420 →
  1. Awaara Hoon
  2. Hanste Bhi Rahe Rote Hi Rahe
  3. Jab Se Balam Ghar Aae
  4. Ek Do Teen
  5. Tere Bina Aag Yeh Chandni
  6. Pyar Hua Ikrar Hua
  7. Ek Bewafa Se Pyar Kiya
  8. Mera Joota Hai Japani
  9. Mud Mud Ke Na Dekh
  10. Naiya Teri Manjhdhar
  11. Ichak Dana Beechak Dana
  12. Dambhar Jo Udhar Munh Phere
  13. Dil Ka Haal Sune Dilwala
  14. AB Raat Guzarne Wali Hai
  15. Sham Gai Raat Aai
  16. Ghar Aaya Mera Pardesi
  17. Ramaiya Vastavaiya
  18. O Janewale