歌曲 / 歌词

Woh Chand Jaisi Ladki

Various ArtistsListen on Apple Music

歌词

Woh Chand Jaisi Ladki (From "Devdas")-Udit Narayan
Written by:Ismail Darbar/Nusrat Badr
Woh chand jaisi ladki
Is dil pe chhaa rahi hai
Woh chand jaisi ladki
Is dil pe chhaa rahi hai
Aankhon ke raaste se
Is dil mein aa rahi hai
Woh chand
Woh chand
Woh chand jaisi ladki
Is dil pe chhaa rahi hai
Alhad si bholi bhali
Maasum yeh sharaarat
Badli nahi hai ab tak
Bachpan ki uski aadat
Tadapa rahi hai yaadein
Ho jaaun na
Na ho jaau
Ho jaaun
Na main paagal
Aa jaaye saamne woh
Yeh jaan ja rahi hai
Woh
Woh
Woh chand jaisi ladki
Is dil pe chhaa rahi hai
Mera chaand baadalon mein
Kyon jaake kho gaya hai
Ab door is qadar woh
Kyon mujhse ho gaya hai
Kyon jee raha hoon tanha
Yeh yaad bhi nahin hai
Bas itna yaad hai ki
Woh yaad aa rahi hai
Woh chand
Woh chand
Woh chand jaisi ladki
Is dil pe chhaa rahi hai
Aankhon ke raaste se
Is dil mein aa rahi hai
Woh chand
Woh chand jaisi

更多歌手作品

专辑信息

Devdas (O.S.T) →
  1. Bairi Piya
  2. Kaahe Chhed Mohe
  3. Maar Dala
  4. Dola Re Dola
  5. Chalak Chalak
  6. Silsila Ye Chaahat Ka
  7. Hamesha Tumko Chaha
  8. Morey Piya
  9. Devdas - The Theme
  10. Silsila Ye Chaahat Ka II
  11. Woh Chand Jaisi Ladki