歌词
Diya hai dil agar us ko bashar hai kya kahiye
Hua raqib to ho
Hua raqib to ho nama-bar hai kya kahiye
Zahe karishma ki yuun de rakkha hai ham ko fareb
Ki bin kahe hain unhen sab khabar hai kya kahiye
Diya hai dil agar
歌曲 / 歌词