歌曲 / 歌词

Mein

Meesha ShafiListen on Apple Music

歌词

Dil sang-o-khisht.
Pighlay to iss, Gardish-e-ishq Se...
Dil sang-o-khisht.
Pighlay to iss, Gardish-e-ishq Se...
Gun lakhon lakhon gaoon teray
Sadke mein jaoon jaoon teray
Sambhlay dil to bataoon tujhey mein...
Raz saray mein sunaoo tujhey
Qous-e-qazah dikhaoon mujhey
Na chor tanha jaoon kahan mein...
Mein
Raasta hoon
Har jaga hoon
La pataa hoon
Mein
Bakhabar hoon
Har Amal hoon
Aaj aur kal hoon
Dard-e-firaaq...
Ghull ke yahaan,
Ban jaye aaj Hawaaa...
Dard-e-firaaq...
Ghull ke yahaan,
Ban jaye aaj Hawaaa...
Gun lakhon lakhon gaoon teray
Sadkay mein jaoon jaoon teray
Sambhlay dil to bataoon tujhey mein...
Raz saray mein sunaoo tujhey
Qous-e-qazah dikhaoon mujhey
Na chor tanha jaoon kahan mein...
Mein
Raasta hoon
Har jaga hoon
La pataa hoon
Mein
Bakhabar hoon
Har Amal hoon
Aaj aur kal hoon

更多歌手作品

专辑信息

Mein →
  1. Mein