歌曲 / 歌词

Nahi Maloom

Fariha ParvaizAli ZafarListen on Apple Music

歌词

Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh jahaan main tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein bekhud kal jahaan main tha

Lab-o-rukhsaar hanste thhe
Dar-o-deewar gaate thhe
Dharakte thhe, matakte thhe badan
Kal shab jahaan main tha

Ajab tha Mir mehfil
Gazab tha Mir-e-Mehfil
Pari tha hoor tha woh
Saraapa noor tha woh
Ki sadke uspe saare
Dil-o-jaan uspe haare
Thi jannat se bhi badhkar woh jagah kal shab jahaan main tha
Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh jahaan main tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein bekhud kal jahaan main tha
Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh jahaan main tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein bekhud kal jahaan main tha
Lab-o-rukhsaar hanste thhe
Dar-o-deewar gaate thhe
Dharakte thhe, matakte thhe badan
Kal shab jahaan main tha
Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh jahaan main tha
Thi mehfil raqs mein, masti mein bekhud kal jahaan main tha

更多歌手作品

专辑信息

Total Siyapaa (Original Motion Picture Soundtrack) →
  1. Nahi Maloom
  2. Chal Buleya
  3. Total Siyapaa
  4. Palat Meri Jaan
  5. Asha