歌词
Hmm, hmm, hmm, hmm
Aah, aah, aah, aah
Tune haan mein haan karwa li
Roothke saari zidd manwaali
Tune haan mein haan karwa li
Roothke saari zidd manwaali
Pyaar mein humse
Kya kya na karwa liya
Manmaniyan, manmaniyan
Haaye teri manmaniyan
Manmaniyan, manmaniyan
Dekhi teri manmaniyan
Hmm, hmm
Hmm, hmm
Main laakh chhudana chahun
Lekin dil ko laagi
Teri aadatein, aadatein, aadatein nayi
Pehle hi gam kya kam the
Kyun maine hai paali
Teri aafatein, aafatein, aafatein nayi
Teri ab na ek sunungi
Tere sar ki qasmein kha li
Teri ab na ek sunungi
Tere sar ki qasmein kha li
Naa ko meri haan tune karwa liya
Manmaniyan, manmaniyan
Haaye teri manmaniyan
Manmaniyan, manmaniyan
Dekhi teri manmaniyan
Tha dil se dil ka sauda
Kyun ye baazi kheli
Aur bewajah, bepenaah pyaar kar liya
Har baar sambhala dil ko
Lekin ab ki baari
Iqraar kar, haar kar, pyaar kar liya
Ek tera dil humko deke
Humse hamari jaan rakhwa li
Ek tera dil humko deke
Humse hamari jaan rakhwa li
Apne rang mein humko bhi rangwa liya
Manmaniyan, manmaniyan
Haaye teri manmaniyan
Manmaniyan, manmaniyan
Dekhi teri manmaniyan
专辑信息
1.Manmaniyan