歌曲 / 歌词

Tu Na Jaane (From "Gulmohar")

Ramil GanjooListen on Apple Music

歌词

Kaash ye raat na kare,
Kaash main dhundhta rahu,
Khud ko teri aankhon main...
Tham jaye waqt bhi yaha,
Tham jaye ye sama yahi,
Isi mod par...
Tu naa jaane,
Tujhe dekha tha maine khwaabon main kaayi dafa,
Kya tha woh bhi ek khwaab hi,
Tha kaagzi,
Mera dil aur tune likh diya us par,
Tera mera yeh falsafa...
Pighal raha hai yeh asma,
Thi pal do pal ki apni dastaan,
Ruk jate ‘gar tum kabhi
Hota apna bhi ek ashiyaan haseen,
Sochte ab hum yahi,
Aye tum kyu jab jana tha yuhi...
Tu naa jaane,
Tujhe dekha tha maine khwaabon main kaayi dafa,
Kya tha woh bhi ek khwaab hi,
Tha kaagzi,
Mera dil aur tune likh diya us par,
Tera mera yeh falsafa...

更多歌手作品

专辑信息

Tu Na Jaane (From "Gulmohar") →
  1. Tu Na Jaane (From "Gulmohar")