歌曲 / 歌词

Tu Tu Hai Wahi

Dj AqeelListen on Apple Music

歌词

Tu Tu Hai Vohii Dil Ne Jise Apana Kahaa ...
Tu Hai Jahaa.N Mai.N Huu.N Vahaa.N
Ab To Jiinaa Tere Bin Hai Sazaa
Ho Mil Jaae.N Is Tarah ...
Do Lahare.N Jis Tarah ...
Kabhi Ho Na Judaa
Haa.N Ye Vaadaa Rahaa
Mai.N Aavaaz Huu.N To Tuu Hai Giit Meraa
Jahaa.N Se Niraalaa Manamit Meraa ...
Ho Mil Jaaye.N
Kisii Mo.D Pe Bhi Naa Ye Saath Chhute
Mere Haath Se Tera Daaman Na Chhute ...
Kabhi Khvaab Mai.N Bhi Tu Mujhase Na Ruthe
Mere Pyaar Kii Koi Khushiyaa.N Na Lute
Ho Mil Jaaye.N ...
Kabhi Zindagii Me.N Pa.De Mushkile.N To
Mujhe Tu Sambhaale Tujhe Mai.N Sambhaaluu.N
Ho Mil Jaae.N Is Tarah
Tujhe Mai.N Jahaa.N Kii Najar Se Churaa Luu.N
Kahii.N Dil Ke Kone Mai.N Tujhako Bithaa Duu.N
Ho Mil Jaae.N Is Tarah ...

更多歌手作品

专辑信息

Siddharta: Spirit of Buddha Bar →
  1. Wish You Were Here
  2. Adi Menekse
  3. Osiride
  4. Sacrifice
  5. Burundi Bedsong
  6. Passione
  7. Bach To The Future
  8. Mia Agapi Mikri(Faithful Mix)
  9. Gde Trava? (Siddharta Remix)
  10. Seventh Heaven
  11. Adeel
  12. Long Life To You My Friend (Christophe Goze Remix)
  13. Deja Vu
  14. Mi Corazon
  15. Marisi
  16. Sen Gelmez Oldun
  17. Ziroq
  18. Mesaj
  19. No One
  20. Ke Dolor (Banzai Republic Remix)
  21. Orbi Terrarum(Dj Rocca Deepmix For Mafia Sound System)
  22. Frontera Del Ensueno
  23. D Ror Yikra
  24. Maha Lakshmi
  25. Do Your Best (Faze Action Remix)
  26. Negritos Mogambos
  27. Mombassa
  28. Tu Tu Hai Wahi