歌曲 / 歌词

Main Duniya Bhula Doonga

Nadeem & ShravanListen on Apple Music

歌词

Main duniya bhula dunga
Teri chaahat mein
Main duniya bhula dunga
Teri chaahat mein
Ho dushman zamaana
Mujhe na bhulana
Main khud ko mita dunga
Teri chaahat mein
Main duniya bhula doongi
Teri chaahat mein
Main duniya bhula doongi
Teri chaahat mein
Tera sath chhoota
Yeh waada jo toota
Main khud ko mita doongi
Teri chaahat mein
Main duniya bhula doonga
Teri chaahat mein
Meri saansein teri kushaboo
Mere dil mein teri dhadkan
Meri mehafil teri baatein
Meri aankhein tere darapan
Bin tere kuchh bhi nahin main
Bin tere kuchh bhi nahin main
Main har gham uthaa loongi
Teri chaahat mein
Tera sath chhoota
Yeh waada jo toota
Main khud ko mita doongi
Teri chaahat mein
Main duniya bhula dunga
Teri chaahat mein
Seene se lag ja tu
Main hoon tera deewaana
Mujhe tujhse milne se
Rokega kya zamaana
Chodunga na saath tera
Chodunga na saath tera
Main sab kuchh luta dunga
Teri chaahat mein
Ho dushman zamaana
Mujhe na bhulana
Main khud ko mita dunga
Teri chaahat mein
Main duniya bhula doongi
Teri chaahat mein
Tera sath chhoota
Yeh waada jo toota
Main khud ko mita doongi
Teri chaahat mein
Main duniya bhula doonga
Teri chaahat mein
Teri chaahat mein
Haan teri chaahat mein

更多歌手作品

专辑信息

Aashiqui →
  1. Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
  2. Kali Teri Choti Hai Paranda Tera Lal Ni (Bahaar Aane Tak)
  3. Aaj Hum Tum I Sanam (Saathi)
  4. Ab Tere Bin Jee Lenge Hum
  5. Jaan-E-Jigar Jaaneman - Part 2
  6. Dil Ka Aalam
  7. Tu Meri Zindagi Hai
  8. Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye (Female)
  9. Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
  10. Mera Dil Tere Liye
  11. Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye (Male)
  12. Main Duniya Bhula Doonga
  13. Jigar Jaaneman - Part 1