歌词
Alif Se -Ankit Tiwari/Neeti Mohan
Written by :Ankit Tiwar/Abhendra Ku
In dino meri ab saanson me
Ho raha kharch tuuu
Kar yakeen meri ab jeene ki
Ban gaya shart tu
Alif se par tu
Yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu
Alif se kehepartu
Yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu
Dekh le mere alfaazon se tu
Boond boond girta rehta hai
Sun zara mere awaazon ke tu
Saath saath behta rehta hai
Tu khudko dekh na paaye jahaan
Main woh jagah hoon
Main teri dhadkano ki
Gintiyon ki bhi wajah hoon
Main teri dhoop mein
Roshan hua qatra hoon koi
Na jiske peeche koi raat ho
Main woh subah hoon
Tu woh subah hai
Alif se aipar tu
Yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu
Alif se apar tu
Yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu
Dekh le meri inn aankhon mein tu
Khwaab se milta julta hai
Sach hai ye har jagah neendon pe tu
Roz roz ugta rehta hai
Main khud se hi juda
Khud se ya khud main dhuaan hoon
Ki main hi ab nahi mujh mein
Bata ki main kahaan hoon
Main tere khwabon ke
Behte kinaro pe khada hun
Tu mud ke dekh le
Mujkona tera hinesahu mu
Tu hi nishaan hai o
Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai
Tera ishq ka paikar tu
Alif se aipar tu
Yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai
Tera ishq ka paikar tu
专辑信息
1.Tu Jo Hain
2.Mr. X
3.Saad Shukrana
4.Alif Se
5.Teri Khushboo (Male)
6.Teri Khushboo (Female)