歌曲 / 歌词

Saajanji Ghar Aaye

Jatin-LalitKavita KrishnamurthyKumar SanuAlka YagnikListen on Apple Music

歌词

Kabse aaye hain tere dulhe raja
Ab der na kar jaldi aaja
Kabse aaye hain tere dulhe raja
Ab der na kar jaldi aaja
Tere ghar aaya main aaya tujhko lene
Dil ke badle mein dil ka nazraana dene
Tere ghar aaya main aaya tujhko lene
Dil ke badle mein dil ka nazraana dene
Meri har dhadkan kya bole hai
Sun sun sun sun
Saajanji ghar aaye hay
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye hay
Saajanji ghar aaye
Ay dil chalega ab na koi bahaana
Gori ko hoga ab saajan ke ghar jaana
Maathe ki bindiya kya bole hai
Sun sun sun sun
Saajanji ghar aaye
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye hay
Saajanji ghar aaye
Deewane ki chaal mein
Phas gayi main is jaal mein
Ay sakhiyon kaise bolo bolo
Mujhpe to aye dilruba
Teri sakhiyaan bhi fida
Ye bolengi kya poochho
Poochho
Ja re ja jhoothe
Tareefein kyon hai loote
Ja re ja jhoothe
Tareefein kyon hai loote
Hey tera mastana kya bole hai
Sun sun sun sun
Saajanji ghar aaye hay
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye hay
Saajanji ghar aaye
Na samjhe nadaan hai
Ye mera ehsaan hai
Chaahe jo isko keh do
Keh do
Chhede muhko jaan ke
Badle mein ehsaan ke
De diya dil isko keh do
Keh do
Tu ye na jaane dil toote bhi deewane
Tu ye na jaane dil toote bhi deewane
Hey tera deewana kya bole hai
Sun sun sun sun
Saajanji ghar aaye hay
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye hay
Saajanji ghar aaye
Mehndi laake gehne paake
Mehndi laake gehne paake
Hay roke tu sabko rulaake
Savere cheli jaayegi tu bada yaad aayegi
Tu jaayegi tu bada yaad aayegi
Tu bada yaad aayegi yaad aayegi
Mehndi laake gehne paake
Mehndi laake
Gehne paake hay roke tu sabko rulaake
Savere cheli jaayegi tu bada yaad aayegi
Tu jaayegi tu bada yaad aayegi
Tu bada yaad aayegi yaad aayegi
Tere ghar aaya main aaya tujhko lene
Dil ke badle mein dil ka nazraana dene
Meri har dhadkan kya bole hai
Sun sun sun sun
Saajanji ghar aaye hay
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye hay
Saajanji ghar aaye
Saajanji ghar aaye hay
Saajanji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye hay
Saajanji ghar aaye

更多歌手作品

专辑信息

Shah Rukh Khan - Raja of Bollywood →
  1. Warna Cinta (Gerua - Malay Version) [From "Dilwale"]
  2. San Sanana
  3. Daayre
  4. Pretty Woman
  5. Say "Shava Shava"
  6. Maahi Ve
  7. Saajanji Ghar Aaye
  8. Bole Chudiyan
  9. Tere Naina
  10. Sajdaa
  11. Phir Bhi Dil Hai Hindustani
  12. Tujhe Yaad Na Meri Aayee
  13. Janam Janam
  14. Kuch Kuch Hota Hai
  15. Mitwa
  16. Noor E Khuda
  17. Gerua (From "Dilwale")
  18. Tukur Tukur
  19. Raat Ka Nasha
  20. Ladki Badi Anjani Hai
  21. Yeh Ladka Hai Allah
  22. Koi Mil Gaya
  23. Suraj Hua Maddham
  24. Kabhi Khushi Kabhie Gham
  25. Tumhi Dekho Naa
  26. Kabhi Alvida Naa Kehna
  27. It's the Time to Disco
  28. Kal Ho Naa Ho
  29. Aur Kya
  30. Banke Tera Jogi