歌曲 / 歌词

Hum Bhi Samajh Rahe Hain (From "Ghaath")

HariharanAnu MalikAlka YagnikListen on Apple Music

歌词

Yeh humko kya hua
Yeh tumko kya hua hain
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Yeh dil ki meharbani
Yeh pyar ki dua hain
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Shramo haya ki chadar se
Hum fisal rahe hain
Behke hain paav fir bhi
Hum to sambhal rahe hain
Tumne hamare tan ko
Aankhon se yu chua hain
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Betabiyo ko dekho
Kitna karar aaye
Baaho mein aake teri
Har dard bhul jaaye
Thehre hain hum jaha pe
Lamha wahi ruka hain
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho
Hum bhi samajh rahe hain
Tum bhi samajh rahe ho

更多歌手作品

专辑信息

Cafe Classics, Vol. 1 →
  1. Boys Are Best (From "Churya Liya hai Tumne")
  2. Ek Ajnabi (From "Bas Yun Hi")
  3. Hamne Tumko Dil Ye De Diya (From "Gunaah")
  4. Deewano Ko Pata Hai (From "Kehtaa Hai Dil Baar Baar")
  5. O Rey Chhori (From "Lagaan")
  6. Taaza Taaza (From "Kyaa Dil Ne Kahaa")
  7. You Are My Soniya (From "Kabhi Khushi Kabhie Gham")
  8. San Sanana (From "Asoka")
  9. Dheeme Dheeme (From "Zubeidaa")
  10. Hum Bhi Samajh Rahe Hain (From "Ghaath")
  11. Tune Mujhe Pehchana Nahin (From "Raju Chacha")
  12. Dil Ne Phir Yaad Kiya (From "Dil Ne Phir Yaad Kiya")