歌词
Janam janam
Ho tu hi mere pass maa
Janam janam
Ho tu hi zameen aasman
Janam janam
Ho tu hi mere pass maa
Janam janam
Ho tu hi zameen aasman
Ye hai khabar, dil mein kahin
Rab rehta hai darbadar
Mere dil mein rehti,
Bholi bhali meri maa
Mere dil mein rehti,
Bholi bhali meri maa
Pagli hai duniya, rab ko manane
Mandir mazaaro, tak jaati hai
Ghar mein hi mere, hota hai teerath
Mujhko nazar jab, maa aati hai
Mujhko nazar jab, maa aati hai
Janam janam
Tu meri ardaas maa
Janam janam
Tu mera ehsaas maa
Sach ka pata dil mein hi hai
Par mujhko ye pata
Mere dil mein rehti
Bholi bhali meri maa
Mere dil mein rehti
Bholi bhali meri maa
Bachpan se ab tak
Maa se kya seekha
Main ye jahan ko batlaunga
Jab naaz hoga, tumko bhi mujh pe
Woh din yakeenan, main laaunga
Woh din yakeenan, main laaunga
Janam janam
Ho tera vishwaas maa
Janam janam
Rahun main tere paas maa
In khwahishon in koshishon
Se pehle toh magar
Mere dil mein rehti
Bholi bhali meri maa
Mere dil mein rehti
Bholi bhali meri maa
专辑信息
1.Janam Janam (Sad)
2.Main Rang Sharbaton Ka
3.Janam Janam
4.Mere Bina Tu
5.Main Rang Sharbaton Ka
6.Tu Mere Agal Bagal Hai
7.Hey MR. DJ
8.Janam Janam (Reprise)
9.Dhating Naach
10.Mere Bina Tu