歌词
Kahan Ho Tum -Bombay Vikings
Kahan ho tum mujhe batao
Zara kareeb se pukaro
Kahan kahan dhundu tumko
Main aawara dar badar
Nazar na aye tum magar
Chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar
Ab to dil hai darta sehara
Dariya aakhon ki nami
Yaadon ka laga hai pehra har kahi
Jana tum se tha jo
Roshan mera pyar pe yakeen
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen
Oh humnasheen
Tumhine to kaha tha mujhse
Subha nai to aaegi
Isi umeed ke sahare
Kar raha hu rehguzar
Kaho kahan ho humsafar
Chup gaye ho tum kaha ho tum kidhar
Ab to dil hai darta
Sehara dariya aakhon ki nami
Yaadon ka laga hai pehra har kahi
Jana tum se tha jo
Roshan mera pyar pe yakeen
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen
Oh humnasheen
Mujhe awaz do
Mere khawob ke saharon
Phirse awaz do
Kaha ho tum pukaron
Oh
Mere khawabon ke saharon
Oh
Mujhe tum pukaron
Oh
Jana tum se tha jo roshan
Mera pyar pe yakeen
Guum hai kahan kal
Tak to tha yaheen
Ab to dil hai darta sehara
Dariya aakhon ki nami
Yaadon ka laga hai pehra har kahi
Jana tum se tha jo roshan
Mera pyar pe yakeen
Guum hai kahan kal tak to tha yaheen
Oh humnasheen
专辑信息
1.Tu Hai Karishma
2.Kahan Ho Tum
3.Woh Chali Woh Chali
4.Ik Badal
5.Chhod Do Aanchal Zamana Kya Kahega
6.Yeh Dosti (Extended Club Mix)
7.Kaisa Ye Nasha Hai
8.Hawa Mein Udati Jaaye
9.Yeh Dosti
10.Aa Raha Hoon Main
11.Tu Hi Tu
12.Yeh Dosti (Radio Mix)