歌曲 / 歌词

Chaand Ki Katori

Harshdeep KaurListen on Apple Music

歌词

Chaand Ki Katori Hai
Raat Yeh Chatori Hai
Chaand Ki Katori Hai
Raat Yeh Chatori Hai
Saare Taare Ek Taraf
Ho Saare Taare Ek Taraf
Zindagi Batori Batori Hai
Chaand Ki Katori Hai
Rishte Jheene Malmal Ke
Ho Rishte Jheene Malmal Ke
Thand Mein Thithur Ke Sikudh Ke Bikhar Jaate Hain
Mohabbat Ka Sweater Kis Ke Liye Bunte Hain
Saare Taare Ek Taraf
Zindagi Batori Batori Hai
Chaand Ki Katori Hai
Khwaab Yeh Khwaab Yeh Rozana Ki
Baarish Mein Gal Jaate Hain
Gareebi Ke Maare Hum
Haathon Ka Chhaata Banate Hain
Saare Taare Ek Taraf,
Ho Saare Taare Ek Taraf
Zindagi Batori Batori Hai
Chaand Ki Katori Hai
Raat Yeh Chatori Hai

更多歌手作品

专辑信息

Guzaarish (Original Motion Picture Soundtrack) →
  1. Dhundli Dhundli
  2. Daayein Baayein
  3. Chaand Ki Katori
  4. Keh Na Sakoon
  5. Jaane Kiske Khwaab
  6. Saiba
  7. Tera Zikr
  8. Sau Gram Zindagi
  9. Guzaarish
  10. Udi