歌曲 / 歌词

Tanhaai (From "Karle Pyaar Karle")

Arijit SinghAmnah Noor Rayyan AmeenSuneel DarshanListen on Apple Music

歌词

Aayi Jo Teri Yaad Tanhaai Mein
Aayi Jo Teri Yaad Tanhaai Mein
Aankhein Barasti Rahi Aksar Judaai Mein
Aayi Jo Teri Yaad Tanhaai Mein Tanhaai
Aayi Jo Teri Yaad Tanhaai Mein
Veeraniyaan Parchhaiyaan
Tadpa Gayi Ruswaaiyaan
Saanson Mein Ghulti Saansein Wo Teri
Lauta De Mujhko
Raatein Wo Meri
Mahssos Karta Hoon Tu Her Kaheen Hai
Per Tu Nahi Hai
Jeena Lage Saza Ruswaayi Mein
Jeena Lage Saza Ruswaayi Mein
Tanhaai
Aayi Jo Teri Yaad Tanhaai Mein
Aisi Adaa Sabse Juda Dekhi Nahi O Bewafa
Mere Jism-O-Jaan Mein Tera Hi Junoon Hai
Chhena Kyoon Toone Mera Yeh Sukoon Hai
Hasrat Mein Teri Main Jal Raha Hoon
Main Jal Raha Hoon
Roya Hoon Teri Iss Bewafaayi Mein
Roya Hoon Teri Iss Bewafaayi Mein
Aankhein Barasti Rahi Aksar Judaai Mein
Aayi Jo Teri Yaad Tanhaai Mein
Aayi Jo Teri Yaad Tanhaai Mein

更多歌手作品

专辑信息

Arijit Singh: My Favourites →
  1. Muskurane (From "Citylights") (Romantic)
  2. Shaayraana (From "Holiday")
  3. Samjhawan (From "Humpty Sharma Ki Dulhania")
  4. Khamoshiyan (From "Khamoshiyan")
  5. Hamari Adhuri Kahani (Title Track) [From "Hamari Adhuri Kahani"]
  6. Ashq Na Ho (From "Holiday")
  7. Teri Khushboo (From "Mr. X") (Male)
  8. Sooiyan (From "Guddu Rangeela")
  9. Saanson Ko (From "Zid")
  10. Baatein Ye Kabhi Na (From "Khamoshiyan") (Male)
  11. Blame the Night (From "Holiday")
  12. Tanhaai (From "Karle Pyaar Karle")