歌词
"Andhadhun Title Track"
(from "Andhadhun" soundtrack)
Shaq ne sabko jakda hai
Sach ne sabko pakda hai
Bachna sabka mushqil hai
Sabka sabse lafda hai
Hawa mein sabko tune dikhe
Seene pe nakhoon dikhe
Din mein sabko moon dikhe
Jab andhe ko bhi khoon dikhe
Andha bole maine dekha
Andhe ki na sun…
Baaje re, baaje re, baaje re
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Iski qismat likhni hai
Jaldi se tu chalk la
Likh ke mita doonga
Aur tu payega rok na
Iska ab khoon choosna hai
Jaldi se jonk la
System ka na dar hai
Kyuki system poora khokhla
Aankhon pe patti (hey!)
Dhool or matti (hey!)
Koi na bhonkega
Maine daal di sabko haddi (hey!)
Room mein karlo khoon
Arey kanoon ko kaun batayega
Kanoon ke paas jo jayega
Woh andhaa hoke aayega
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Luka chhipi, aankh micholi
Khel yeh aisa hona hai
Go gol duniya hai
Chhipne ka naa koi kona hai
Aankh meech kar doodh piye
Billi samjhe sab andhe hain
Duniya dekh ke hansti hai
Sab jaane gande dhandhe hain
Band aankh bandh munh
Kar kaan khade tu bhi yeh sun
Baaje re, baaje re, baaje re
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re andhadhun
Baaje re, baaje re, baaje re, baaje re andhadhun
专辑信息
1.Naina da Kya Kasoor
2.Aap Se Milkar
3.Wo Ladki
4.Laila Laila
5.Oh Bhai Re
6.Andhadhun Title Track
7.Andhadhun Theme 01
8.Andhadhun Theme 02
9.Naina da Kya Kasoor (Electronic)
10.Aap Se Milkar - Reprise