歌词
Tumne humne jo sapna buna tha
bikhar wo raha hai kahin
Raton ke taare jo bun kar diye the bikhar wo rahe hain kahin
Ye dono ke haalaat hain ki koi bhi khush to nahi
Chalo kar le wada phir hum
Ki milna kahin bhi nahi.....
Milna kahin bhi nahi
Milna kahin bhi nahi
Milna kahin bhi nahi
Dekho na ye kya hogaya,
Hum kyu hi phir bichadte gaye
Kuch pal ki thi doori Sahi
arso tak thi zaroori nahi
Aansu palkon me kaise Bhala,
Thamkar rahenge tu ye bata
Dhundli karke yadon Ko kya,
Reh logi aise mujhse khafa
Likh kar mujhko,
Hatheli pe apni,
Firse mita doge kya?
Bikhre hue wo,
Raaton k Taare,
Rakhe hain almari me kya?
Ye dono ke halat hai ki koi bhi khush to nahi
Chalo kar le wada Phir hum
Ki milna kahin bhi nahi
Milna kahin bhi nahi
Milna kahin bhi nahi
专辑信息
1.Milna Nahi