歌词
Mujhko pata na chala
Ye aisa kyun hua
kar raha tera intezaar
Tod diya kyun dil
Dil ye har dafa
Ab toh paas aa jao na
Aese kyun hue hain faasley
Door tum kyun hogaye
Jab kareeb hum the kabhi
Mila saki na tu nazar
Ab toh zara
Mere pas ao na hoke juda
Tum yoon sataona
Ab toh zara mere paas aaona
Kar raha tera in
“Zaar” “aar” Intezaar
Teri baatein
Saari raatein
Yaad aati hai kyu mujhe
Kaise kahoon
Kahin rone lage
Mera dil bin tere
Aese kyun hue hain faasley
Door tum kyun hogaye
Jab kareeb hum the kabhi
Mila saki na tu nazar
Ab toh zara
Mere pas ao na hoke juda
Tum yoon sataona
Ab toh zara mere paas aaona
Kar raha tera in
“Zaar” “aar” Intezaar
专辑信息
1.intezaar