
歌词
Insaan mara karte hai
Vishwaas nahi marta hai
Namumkin ko bhi mumkin
Vishwaas kiya karta hai
Sapne sach ho jaate hai
Har dua kaam aati hai
Vishwaas ki dor hai aisi
Apno ko kheench laati hai
Yeh bandhan toh pyar ka bandhan hai
Janamo ka sangam hai, sangam hai
Sangam hai, sangam hai
专辑信息