歌词
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
ha goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
hanske jiye hanske mare hum jaise dilwalo ki
ho goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
gali gali me git humare gunje subho sham
hum gito ke sodagar hai yahi hamara kam
arey, gali gali me git humare gunje subho sham
hum gito ke sodagar hai yahi hamara kam
na sona na chandi, gito se humko pyar
na sona na chandi, gito se humko pyar
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
ha jina hai din char yaha khush hoke ji le yaar
krna hai kuch agar tujhe ji bhar ke kar le pyar
arey jina hai din char yaha khush hoke ji le yaar
krna hai kuch agar tujhe ji bhar ke kar le pyar
kya tera kya mera, bhula de mere yaar
kya tera kya mera, bhula de mere yaar
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
hanske jiye hanske mare hum jaise dilwalo ki
ho goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
专辑信息
1.I Am A Disco Dancer
2.Krishna Dharti Pe Aaja Too
3.Goron Ki Na Kalon Ki (Duet)
4.Jimmy Jimmy Jimmy Aaja
5.Ae Oh Aa Zara Mudke
6.Yaad Aa Raha Hai
7.Goron Ki Na Kalon Ki
8.Auva Auva Koi Yahan Nache