歌曲 / 歌词

Uss Paar

Sameer RahatListen on Apple Music

歌词

Chal kahiñ yaar chalte haiñ,
Chal uss-paar chalte haiñ
Chal kahiñ yaar chalte haiñ.
Nayi khushbuoñ ko dhundne,
Naye rangoñ ko dhundne,
Kisi gulzar chalte haiñ.
Jahañ hoñ dunkaane muft ki,
Mileiñ jinpe khushiyañ khwaab bhi,
Usse bazaar chalte haiñ

更多歌手作品

专辑信息

Aamad →
  1. Jo Bhi Hai
  2. Khat
  3. Hum Kaun Thae
  4. Tasalli
  5. Khuda Hai Kya
  6. Chehre Gehre
  7. Uss Paar