歌词
Hey sara zamana
Haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Hey sara zamana
sara zamana
Haseeno ka deewana ...
haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun ...
zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana ...
bura hai dil lagana
Hey sara zamana ... hey
Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyar karle
Joh kabhi bhi khatm na ho
Woh aitbaar karle
Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyar karle
Joh kabhi bhi khatm na ho
Woh aitbaar karle
Maan le maan le meri baat ...
Sara zamana ...
sara zamana
Haseeno ka deewana ...
haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun ...
zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana ...
bura hai dil lagana
Hey sara zamana
Jab husn hi nahi toh
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jis mein
Kahin pyar ki khalish hai
Jab husn hi nahi toh
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jis mein
Kahin pyar ki khalish hai
Maan le maan le meri baat ...
Hey sara zamana ...
sara zamana
Haseeno ka deewana ...
haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun ...
zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana ...
bura hai dil lagana
Hey sara zamana ...
sara zamana
Haseeno ka deewana ...
haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun ...
zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana ...
bura hai dil lagana
Hey....Sara zamana
专辑信息
1.Saara Zamana