歌词
编曲 : Rimi Dhar
Milega.... safar mein.....
Milega kahin to
Tere mere hisse ka aasmaan
Dhoondhe jo safar mein ye kaarwaan
Wo aasmaan
Maine basaa liya apna jahaan
Tu jahaan
Tere hi shehar takk hai ye
Mera safarnama
Tere hi shehar takk hai ye mera safarnama
Milega kahin to
Tere mere hisse ka aasmaan
Dhoondhe jo safar mein ye kaarwaan
Wo aasmaan
Maine basaa liya apna jahaan
Tu jahaan
Tere hi shehar takk hai ye
Mera safarnama
Tere hi shehar takk hai ye mera safarnama
Dhalega kabhi to
Milne bichhadne ka ye silsila
Kal teri hatheliyan haathon mein jo aayengi
Mahaul saara dhuaan-dhuaan ho jayega
Kadmon ka meelon se
Raaston ki keelon se
Tum dekhna kaisa faasla ho jayega
Milega kahin to, chhoota-chhoota sa zindagi ka siraa
Milega kahin to tumse aake mera har raasta
Tere bina lage bemaani sa ye hai jahaan
Tere hi shehar takk hai ye mera safarnama
Tere hi shehar takk hai ye mera safarnama
Tere hi sheher takk hai ye mera safarnama
专辑信息
1.Safarnama