Kya Fark Padta Hai

歌词
Hmm... Hmm..
Tu Jhooti Tera Vaada Jhoota
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Main Jiyun Mar Jaaun Ya Mit Jaaun
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Tu Jhooti Tera Vaada Jhoota
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Main Jiyun Mar Jaaun Ya Mit Jaaun
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Khwab Aankhon Mein Tukde Tukde
Saanson Mein Hai Bikhre Bikhre
Konsa Tera Kuch Bigda Hai
Dil Toh Mera Toota Hai
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Tujhmein Wafa Nahi
Ishq Tera Jhoota Hai
Tera Sarafa Toh
Sirf Ek Dhokha Hai
Tujhmein Wafa Nahi
Ishq Tera Jhoota Hai
Tera Sarafa Toh
Sirf Ek Dhokha Hai
Tune Bhulake Baatein
Badli Hai Apni Raahein
Har Saans Pe Rakh Di Hai
Tanhai Ki Yeh Raatein
Tujhko Garaj Hai Kya
Koi Tujhpe Marta Hai
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Tujhse Dil Lagane Ki
Kaisi Hai Yeh Saja
Aansuon Mein Band Hai
Zindagi Yeh Bewajah
Tujhse Dil Lagane Ki
Kaisi Hai Yeh Saja
Aansuon Mein Band Hai
Zindagi Yeh Bewajah
Apna Banake Tune
Dil Mein Basaya Kab Tha
Mera Khyal Tujhko Waise Bhi Aaya Kab Tha
Tujhko Hai Kya Isse Dil Kyon Tadapta Hai
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Tujhe Kya Fark Padta Hai
Tujhe Kya Fark Padta Hai
专辑信息
1.Kya Fark Padta Hai