歌曲 / 歌词

Bol Do Na Zara

Armaan MalikListen on Apple Music

歌词

Itni mohabbat karo na
Main doob na jaaun kahin
Waapas kinaare pe aana
Main bhool na jaaun kahin
Dekha jabse hai chehra tera
Main toh hafton se soya nahin
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahunga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahunga nahi
Main kisi se kahunga nahi
Mujhe neend aati nahi hai akele
Khawabon mein aaya karo
Nahi chal sakunga tumhare bina main
Mera tum sahara bano
Ik tumhe chahne ke alaawa
Aur kuch humse hoga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahunga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahunga nahi
Main kisi se kahunga nahi
Hamari kami tumko mehsoos hogi
Bhiga dengi jab baarishein
Main bhar kar ke laaya hoon
Aankhon mein apni
Adhuri si kuch khwahishein
Rooh se chahne wale aashiq
Baatein jismon ki karte nahin
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahunga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahunga nahi
Main kisi se kahunga nahi

更多歌手作品

专辑信息

Armaan Malik The Lover Boy →
  1. Krazy Konnection
  2. Bas Is Pal
  3. What Love Is
  4. Kyon
  5. Tu Hi Hai
  6. Le Ja
  7. Krazy
  8. Roke Na Koi
  9. Auliya (Ungli)
  10. Barfani
  11. Bas Is Pal Mein
  12. Beliya
  13. Ferrari Mein
  14. Besabriyaan
  15. Bol Do Na Zara
  16. Buddhu Sa Mann
  17. Chaar Shanivaar
  18. Dheere Dheere
  19. Dil Ke Paas (Unplugged)
  20. Dil Ke Paas
  21. Dil Mein
  22. Foolishq
  23. Hua Hain Aaj Pehli Baar
  24. Ishaara (Force 2)
  25. Jab Tak
  26. Jab Tak (Redux)
  27. Janaan
  28. Kaun Tujhe
  29. Kehta Hai Pal Pal
  30. Khwaishein
  31. Hare Krishna Hare Ram
  32. Kuch To Hai
  33. Kuch Toh Hain
  34. Kyon
  35. Le Ja Zakhm Tere
  36. Main Agar Kahoon
  37. Main Hoon Hero Tera
  38. Main Rahoon Ya Na
  39. Mujhko Barsaat Bana Lo
  40. Naina (Khubsorat
  41. O Re Piya
  42. O Saathiya
  43. Paas Aao
  44. Roke Na Koi
  45. Sab Tera
  46. Sau Aasmaan
  47. Shiddat
  48. Tere Dil Mein
  49. The Goggle Song
  50. Tose Naina
  51. Tu Hi Hai (Armaan)
  52. Tu Hi Tu (Kick)
  53. Tu Zaroori (Zid)
  54. Tum Jo Mile
  55. Tumhe Apna Banane Ka
  56. Uff Yeh Noor
  57. Wajah Tum Ho
  58. What Love Is