歌曲 / 歌词

Haara Nahi Hoon Main

Shankar MahadevanListen on Apple Music

歌词

Chidne lageen hain
Mujhse deevarein
Jin mein nazarband hoon
Aise jiye toh, zinda rahoge
Sunke razaamand hoon x 2
Qismat ka, itna bhi
Maara nahin hun main
Ye maana ki haalaat se zara
Sahem sa gaya hoon magar
Haara nahi hoon main ..
Haara nahi hoon main ..
Akela nahi hoon main ..
Haara nahi hoon main
 VERSE- 2 
(गर jaan hai toh
Hai ye jahaan bhi
Bachpan se sunta raha
Par zindagi ke alaava hi saare
Saamaan ginta raha × 2
Mujrim hoon, thoda sa
Saara nahin hoon main
Ye maana ki haalaat se zara
Sahem sa gaya hoon magar
Haara nahi hoon main ..
Haara nahi hoon main ..
Akela nahi hoon main ..
Haara nahi hoon main

更多歌手作品

专辑信息

Haara Nahi Hoon Main →
  1. Haara Nahi Hoon Main