歌曲 / 歌词

Shaam Hoti Hai Toh (From "What the Folks Season 1")

Talat AzizListen on Apple Music

歌词

Shaam hoti hai toh, Palkoń pe sajaata hai mujhe, Wo charagoń ki tarah, Roz jalaata hai mujhe. Maiń huń ye kam toh nahi hai, Tere hone ki daleel, Mera hona tera ehsaas, Dilaata hai mujhe. Wo mujhe mil na saka iski, Shikayat kaisi, Ye bhi ehsaań hai ki wo, Yaad toh aata hai mujhe.

更多歌手作品

专辑信息

Shaam Hoti Hai Toh (From "What the Folks Season 1") →
  1. Shaam Hoti Hai Toh (From "What the Folks Season 1")