歌曲 / 歌词

Choone Chali Aasman

Mikey McclearyListen on Apple Music

歌词

Baadal Mohalla Gali Baarishon Ki
Khidaki Khuli Hai Nayi Khwahishon Ki
Taap Tup Taap Meri Chhat Pe Saawan
Behati Meri Kashtiya
Pair Ke Anguthe Se Paani Chhuaa Hai
Thanda Saa Jaadu Mujhpe Hua Hai
Chhap Chhup Chhita Chhita
Ret Mein Nisaan Aau Aaun
Choone Chali Aasman
Choone Chali Aasman
Samandar Ke Sine Se Uthake Laher
Choone Chali Aasman
Khanakti Hasee Liye Mutthi Mein Sabke
Naino Masti Kahi Bhi Na Bike
Khan Khana Khan Khan Ke Saara Baadal
Tarannum Mein Saara Jahaan Ooun Ooun
Choone Chali Aasman
Choone Chali Aasman
Samandar Ke Sine Se Uthake Laher
Choone Chali Aasman
Hoth Mere Remote Ke Muskurake
Bana Gaye Aksh Mere Chhutke
Saath Mere Aage
Hoth Mere Remote Ke Muskurahate
Bana Gaye Aksh Mere Chhutke
Saath Mere Aage
Apne Sang Jaa Rahi Hoon Main
Karvate Badal Rahi Hoon Main
Ooun Ooun
Choone Chali Aasman
Choone Chali Aasman
Samandar Ke Sine Se Uthake Laher
Choone Chali Choone Chali
Choone Chali Aasman

更多歌手作品

专辑信息

Margarita With a Straw (Original Motion Picture Soundtrack) →
  1. Dusokute
  2. Foreign Balamwa
  3. Choone Chali Aasman
  4. Meri Aadat Mera Hissa - MahaMP3.Com
  5. I Need a Man
  6. Laila's Theme