歌曲 / 歌词

Mere Gully Mein

Ranveer SinghListen on Apple Music

歌词

Mic check bole ...
Kya bolre le gully boy...
Kya bolre le MC Sher
Arey Apun kuchh karte na yaar apne public ke liye
Karte na apne aiba patel log ke liye bhai
Haa apne pasha log ke liye
Oho ek number!
Tum kidhar ho kidhar ho tum abhi
Bombay sataraa mein aiba tum kidhar ho
59
Tere shooteron ka khaas mere gully mein
Pure shehar ki awaaz mere gully mein
Prayer, Aarthi ya Namaaz mere gully mein
Maa pe gaali toh chamat mere gully mein
Police aayi lagi waat mere gully mein
Ek number saari baat mere gully mein
Accha,
Wo nikli tere gully se...
Par ab wo mere gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Tere shooteron ka khaas mere gully mein
Pure shehar ki awaaz mere gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Police aayi lagi waat mere gully mein
Ek number saari baat mere gully mein
Dekho toh idhar, mere gully mein hai ghar
Chhote chhote lekin zara dekho, dil mein hai jagah beshumaar
De pukaar, kabhi bhi gully se madad dene ko tayaar
Garebi chalengi lekin farebi karenge nahi
Jalebi talenge lekin pateli rukhegi nahi
Jahan bhi chalenge bole hatela jhukega nahi
Kyon? kyunki hatela hai mere gully ka tareeka saleeka sikhela hai
Roshan chaukat ye avli bawaal ye
Raunak bombay ki chawl kaamal ye
Saubath bohot ich maohabbat wale ye
Daulath shaurath jake kama leve
Bantai bachhi bumai girgit pakde patri par
Macchi wacchi fasai kitpit karve marzi par
Chapre chudve chapri deve iski topi uske sar
Addi karve jo bhi chepan chappi uske pasli par
Mere gully mein gully gully gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Tere shooteron ka khaas mere gully mein
Pure shehar ki awaaz mere gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Police aayi lagi waat mere gully mein
Ek number saari baat mere gully mein
Machti hai khali wali chaltha mein jabi jabi
We gettin money money sab kuch navi navi
Chokri satth tere jadthi mujhe gadhi gadhi
Karte kuch nahi baathe sirf badi badi
Bichhadu paathe tere kheltha nahi rummy wummy
Mein aur Aafat saath gane mein koi kami nahi
Ghas kali joint jali dum lagi lagi
Haath gumi saat lagi bhaage mummy mummy
Balle ...!
"Mushkil" naam ki ladki hai jispe mausi bhadki hai
Dusri ladki "kadki" hai jispe sabki hutt thi hai
Teesri hum pe marthi hai "khushi" sab samajthi hai
Chor mere gully mein?
Wo tho sala mantri hai
Role mere galli mein?
Ek se ek khatri hai
Jhol mere gully mein?
Pura karke wat liye
Police aayi gully mein?
Mere shooter saare wat liye
Mere gully mein gully gully gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Tere shooteron ka khaas mere gully mein
Pure shehar ki awaaz mere gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Police aayi lagi waat mere gully mein
Ek number saari baat mere gully mein
Mere gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein
Tere shooteron ka khaas mere gully mein
Pure shehar ki awaaz mere gully mein
Mere gully mein gully gully gully mein

更多歌手作品

专辑信息

Gully Boy Apna Time Aayega →
  1. Apna Time Aayega
  2. Asli Hip Hop
  3. Azadi
  4. Doori
  5. Doori Poem
  6. Ek Hee Raasta
  7. Goriye
  8. Har Gham Mein Khushi Hai
  9. India 91
  10. Jahaan Tu Chala
  11. Jeene Mein Aaye Maza
  12. Jingostan
  13. Kaam Bhaari
  14. Kab Se Kab Tak
  15. Mere Gully Mein
  16. Sher Aaya Sher
  17. Train Song
  18. Sher Aaya Sher
  19. Aankh Marey
  20. Padmaavat Khalibali
  21. Nashe Si Chadh Gayi
  22. Padmaavat Binte
  23. Tere Bin
  24. Tattad Tattad
  25. Ude Dil Befikre
  26. Nainowale Ne
  27. Malhari
  28. Ainvayi Ainvayi
  29. Gallan Goodiyaan
  30. Aadat Se Majboor
  31. Tune Maari Entriyaan
  32. Dum Dum
  33. Thug Le
  34. Kill Dil
  35. Ishqyaun Dhishqyaun
  36. Jashn-e-Ishq
  37. Pehli Baar
  38. Labon Ka Karobaar
  39. Jigar Da Tukda
  40. Pehli Baar
  41. Lahu Munh Lag Gaya
  42. Sawaar Loon Lootera
  43. Jiya
  44. Laal Ishq
  45. Aayat
  46. Bol Beliya
  47. Lootera Zinda Hoon Yaar av
  48. Mitra
  49. Sajde