歌曲 / 歌词

Dil Dharakne Ka Sabab

Noor JehanListen on Apple Music

歌词

Dil DhaRakne Ka Sabab Yaad Aaya
Wo Teri Yaad Thi Ab Yaad Aaya
Aaj Mushkil Tha Sambhalna Ay Dost
TU Musibat Main Ajab Yaad Aaya
Din Guzra Tha Bari Mushkil Se
Phir Tera Waada-e-Shab Yaad Aaya
Tera Bhula Hua Paimaan-e-Wafa
Mar Rahenge Gar Ab Yaad Aaya
Phir Loog Nazar Se Guzre
Phir Koi Sheher-e-Tarab Yaad Aaya
Haal-e-Dil Hum Bhi Sunate Laikin
Jab Wo Rukhsat Howa Tab Yaad Aaya
Baith Kar Saaya-e-Gul Main 'Nasir'
Hum Bohat Roye Wo Jab Yaad Aaya

更多歌手作品

专辑信息

Noor Jehan Tarannum, Vol.1 →
  1. Dil Dharakne Ka Sabab