歌词
Har taraf rawa aapka hi nasha
Chu gayi dil ko aapki har ada
Ban jaaiye is dil ke mehmaan
Ban jaaiye is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
Ban jaaiye in saanson ke
Armaan armaan ban jaiye
Ban jaaiye is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
Ban jaaiye in saanson ke
Armaan armaan ban jaiye
Ban jaaiye is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
Bheeni bheeni pyaasi
Rawani rehti hain
Palkon main teri
Kahani rehti hain
Qaid nazron main
Teri tasveer hain
Tere lafzo ka
Fasana padhta hu
Bas tera hi chehra
Rozana padhta hu
Padhta hu padhta hu
Ban jaaiye meri chahat ka
Nagma nagma ban jaiye
Ban jaaiye is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
Teri hi tamanna rago
Main bhar li hain
Zindagi bhi tere
Hawale kar di hain
Chal rahi dhadkan
Sirf tere liye
O o khamoshi se teri
Hi baatein karti hu
Teri arzooo mein
Main jeeti marti hu
Jeeti hu marti hu
Ban jaaiye meri jazbo ka
Toofan toofan ban jaiye
Ban jaaiye is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye
Ban jaaiye in saanson ke
Armaan armaan ban jaiye
Ban jaaiye is dil ke mehmaan
Mehmaan ban jaiye.
专辑信息
1.Meri Jaan 
2.Jab Jab Dil Mile 
3.Tere Liye Mere
4.Meri Chandi Tu 
5.Banjaiye 
6.Ahista Ahista 
7.Belibaas