歌词与中文翻译
Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera
你是我生存的原因 你是我生命的意义
Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera
你是我生存的原因 你是我生命的意义
Tujhse juda gar ho jaayenge Toh khud se hi ho jaayenge judaa
让我离你而去 就像灵魂离开身体
Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho
因为唯有你 唯有你
Zindagi ab tum hi ho
我的生命唯有你
Chain bhi, mera dard bhi
我的慰藉 我的忧伤
Meri aashiqui ab tum hi ho
我的挚爱唯有你
Tera mera rishta hai kaisa
我永远围绕在你身旁
Ik pal door gawara nahi
一刻也无法分离
Tere liye har roz hai jeete
我只为你而活
Tujh ko diya mera waqt sabhi Koi lamha mera na ho tere bina
一生都属于你 片刻也无法分离
Har saans pe naam tera
连呼吸都是为了你
Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho
因为唯有你 唯有你
Zindagi ab tum hi ho
我的生命唯有你
Chain bhi mera dard bhi
我的慰藉 我的忧伤
Meri aashiqui ab tum hi ho
我的挚爱唯有你
Tere liye hi jiya main Khud ko jo yun de diya hai
我只为你而活 却输给了自己
Teri wafa ne mujhko sambhala Saare ghamon ko dil se nikala
你的爱支持着我 治愈我所有的伤痛
Tere saath mera hai naseeb juda
我的命运与你紧紧相连
Tujhe paake adhoora naa raha hmm
是你让我生命完整
Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho
因为唯有你 唯有你
Zindagi ab tum hi ho
我的生命唯有你
Chain bhi mera dard bhi
我的慰藉 我的忧伤
Meri aashiqui ab tum hi ho
我的挚爱唯有你
Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho
因为唯有你 唯有你
Zindagi ab tum hi ho
我的生命唯有你
Chain bhi mera dard bhi
我的慰藉 我的忧伤
Meri aashiqui ab tum hi ho
我的挚爱唯有你