歌曲 / 歌词

Meri Chunar Udd Udd Jaye

Falguni PathakListen on Apple Music

歌词

Meri Chunar Udd Udd Jaye (舞我的斧头)-Falguni Pathak
Written by :Lalit Sen
Meri chunar ud ud jaaye
Aankh mein kajra baal mein gajra
Bindiya jo lagaayi re
Dekhke teri mast jawaani
Chanda bhi sharmaaye re
Aankh mein kajra baal mein gajra
Bindiya jo lagaayi re
Dekhke teri mast jawaani
Chanda bhi sharmaaye re
Oye oye oye oye oye
Meri chunar ud ud jaaye
Meri chunar ud ud jaaye
Haai dil mera ghabraaye
Meri chunar ud ud jaaye
Haai dil mera ghabraaye
Koi yeh to bataaye mujhe yeh kya hua hai
Koi yeh to bataaye mujhe yeh kya hua hai
Mera dil kyoon machla jaaye haai

Chunare chunari tenu
Chunare chunari tenu
Chunare chunari tenu
Chunare chunari tenu
Unke taras ko harpal meri aankhen tarsi jaaye
Tanhaai bechaini mujhko kyoon itna tadpaaye
Sanam sanam

Rang rangeeli chunar meri laheron si laheraaye
Mast pawan ke chanchal jhonken preet ke geet sunaaye
Sanam sanam
Sanam sanam
Rang rangeeli chunar meri laheron si laheraaye
Mast pawan ke chanchal jhonken preet ke geet sunaaye
Koi yeh to bataaye mujhe yeh kya hua hai
Koi yeh to bataaye mujhe yeh kya hua hai
Mera dil kyoon machla jaaye haai
Meri chunar ud ud jaaye
Haai dil mera ghabraaye
Koi yeh to bataaye mujhe yeh kya hua hai
Koi yeh to bataaye mujhe yeh kya hua hai
Mera dil kyoon machla jaaye haai
Meri chunar ud ud jaaye
Haai dil mera ghabraaye
Aankh mein kajra baal mein gajra
Bindiya jo lagaayi re
Dekhke teri mast jawaani
Chanda bhi sharmaaye re
Aankh mein kajra baal mein gajra
Bindiya jo lagaayi re
Dekhke teri mast jawaani
Chanda bhi sharmaaye re
Aankh mein kajra baal mein gajra
Bindiya jo lagaayi re
Dekhke teri mast jawaani
Chanda bhi sharmaaye re
Aankh mein kajra baal mein gajra
Bindiya jo lagaayi re
Dekhke teri mast jawaani
Chanda bhi sharmaaye re

更多歌手作品

专辑信息

Greatest Love Songs →
  1. Aiyo Rama
  2. Meri Chunar Udd Udd Jaye
  3. Pehla Nasha Hai
  4. Na Marte Hum
  5. Kook Kook Kooky
  6. O Piya
  7. Channa Vey
  8. Angel Eyes
  9. Kehdoon Tumhen (Close To U)
  10. Chandi Jaisa Rang (Live Version/1984)
  11. Mohabbat Kar Le Re
  12. Yeh Hawa Kehti Hai Kya
  13. Tera Chehra Hai Aaeene Jaisa