歌曲 / 歌词

Jo Bhi Main

A.R. RahmanListen on Apple Music

歌词

Ya ya ya . o yeah yeah . ya ya . oo oo .
Jo bhi main, kehna chahoon
Barbaad karein, alfaz mere, alfaz mere
Oo yeah yeah . oo oo . ja ja ja .
Kabhi mujhe lagey ke jaise, saara hi yeh jahaan hai jadoo
Jo hai bhi aur nahin bhi hai yeh, fiza ghata hawa bahaarein
Mujhe kare ishaare yeh
Kaise kahoon, kahani main inki
Jo bhi main, kehna chahoon
Barbaad karein, alfaz mere, alfaz mere
Oo yeah yeah .
Maine yeh bhi socha hai aksar
Tu bhi main bhi sabhi hai sheeshe
Khudhi ko hum sabhi ne dekhein
Nahin hoon main hoon main toh phir bhi
Sahi galat, tumhara main
Mujhe paana, paana hai khud ko
Jo bhi main, kehna chahoon
Barbaad kare, alfaz mere, alfaz mere
Oo yeah yeah . oo oo .

更多歌手作品

专辑信息

Rockstar (Original Motion Picture Soundtrack) →
  1. Phir Se Ud Chala
  2. Jo Bhi Main
  3. Katiya Karun
  4. Kun Faya Kun
  5. Sheher Mein
  6. Hawaa Hawaa
  7. Aur Ho
  8. Tango For Taj
  9. Tum Ko
  10. The Dichotomy Of Fame
  11. Nadaan Parinde
  12. Tum Ho
  13. Saada Haq
  14. Meeting Place