歌曲 / 歌词

Sacchi Mohabbat

Shahid MallyaJonita GandhiListen on Apple Music

歌词

Jonita Gandhi 、Shahid Mallya -Sacchi Mohabbat (From "Manmarziyaan")
Lyrics by:Shellee
Composed by:AMIT TRIVEDI
Kaisi raah pe
Naseeba khada
Chupchaap sa
Takke munh mera
Aadhe waade sa
Jeena huaa
Russ gayiaan
Saari khushiyaan
Saddi sacchi mohabbat
Ho sacchi mohabbat
Saddi sacchi mohabbat kacchi reh gayi
Saddi sachi mohabbat
Ho sachi mohabbat
Saddi sachi mohabbat kacchi reh gayi
Ho sajde mein hai jhuke sar mera
Duaaon mein bhi zikr tera
Yeh jo dikh rahe hain faasle
Ye past hausle shiqve hain kuch gile
Aur dil di gal dil vich reh gayi haaye
Saddi sacchi mohabbat
Ho sacchi mohabbat
Saddi sacchi mohabbat kacchi reh gayi
Saddi sacchi mohabbat
Ho sacchi mohabbat
Saddi sacchi mohabbat kacchi reh gayi
Haan tham se gaye ruk se gaye
Roshan diye bujh se gaye
Khile phool bhi par na khushbuein
Gham iss tarah mile tanha se ho gaye
Gall bante bante haaye reh gayi
Saddi sacchi mohabbat
Ho sacchi mohabbat
Saddi sacchi mohabbat kacchi reh gayi
Saddi sacchi mohabbat
Ho sacchi mohabbat
Saddi sacchi mohabbat kacchi reh gayi
Rabbaa ve
Rabbaa ve
Saddi sacchi mohabbat
Kacchi reh gayi

更多歌手作品

专辑信息

Manmarziyaan (Original Motion Picture Soundtrack) →
  1. Daryaa
  2. Kundali
  3. F For Fyaar
  4. Sherni
  5. Fyaar Pe Duniya
  6. Bijlee Giregi
  7. Sacchi Mohabbat
  8. Jaisi Teri Marzi
  9. Dhayaanchand
  10. Grey Walaa Shade
  11. Hallaa
  12. Daryaa - Unplugged
  13. Chonch Ladhiyaan
  14. Jala Di