歌曲 / 歌词

Badshah in Jail

Indian OceanListen on Apple Music

歌词

raat hindole pe baitha ek - 2
banda rota jhul gaya
raat hindole pe baitha ek
banda rota jhul gaya
padhli aaj kuraan magar main - 2
aayaton ko bhul gaya
(raat hindole pe baitha ek
banda rota jhul gaya) - 2
padhli aaj kuraan magar main - 2
aayaton ko bhul gaya
kaahe re kohla ko dhunde hain - 2
iss makadi ki jaalein mein
wo bhi baat madina mein hain - 2
jo hai baat shivaalay mein
raat hindole pe baitha ek
banda rota jhul gaya
padhli aaj kuraan magar main - 2
aayaton ko bhul gaya

更多歌手作品

专辑信息

Black Friday →
  1. Bandeh
  2. RDX
  3. Badshah in Jail
  4. Bharam Paap ke
  5. Opening/Pre Blast
  6. Bomb Planting
  7. Memon House
  8. Training
  9. Chase