歌曲 / 歌词

Aapki Yaad Aati Rahi Raat Bhar

Listen on Apple Music

歌词

Aapki yaad aati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi raat bhar
Chasm-e-nam muskurati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi
Raat bhar dard ki
Shamaa jalti rahi
Raat bhar dard ki
Shamma jalti rahi
Gham ki lau thar-tharati rahi raat bhar
Gham ki lau thar-tharati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi
Baansuri ki surili, suhani sada
Baansuri ki surili, suhani sada
Yaad ban ban ke aati rahi raat bhar
Yaad ban ban ke aati rahi raat bhar
Chasm-e-nam muskurati rahi.
Yaad ke chaand dil mein utarte rahe
Yaad ke chaand...
Yaad ke chaand dil mein utarte rahe
Chaandani jamagati rahi raat bhar
Chaandani jamagati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi...
Koi deewaana galiyon mein firta raha
Koi deewaana...
Koi deewaana galiyon mein firta raha
Koi aawaaz aati rahi raat bhar
Koi aawaaz aati rahi raat bhar
Chasm-e-nam muskurati rahi raat bhar
Aapki yaad aati rahi