歌曲 / 歌词

Sote Sote Adhi Raat

Listen on Apple Music

歌词

Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
Siskiyaan le jawaani roj tadpaaye
Yaar mil jaaye karaar mil jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
Siskiyaan le jawaani roj tadpaaye
Yaar mil jaaye karaar mil jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
Yeh chanchal adaayein labon ke gulaab
Badan ki suraahi jawaani ki sharaab
Yeh chanchal adaayein labon ke gulaab
Badan ki suraahi jawaani ki sharaab
Kahin pe sharaab ka nasha na udd jaaye
Kahin pe sharaab ka nasha na udd jaaye
Yaar mil jaaye karaar mil jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
Siskiyaan le jawaani roj tadpaaye
Yaar mil jaaye karaar mil jaaye
Sote sote aadhi raat aankh khul jaaye
La la la la...