歌词
Teri Dooriyan Mujh Pe Gunnah Hain
Dil-E-Chahat Is Ki Gawa Hai
Meri Duniya Teri Panah Hai
Yehi Ishq Ne Mujh Se Kaha Hai
Kuch Mujh Me Tu Aise Basa Hai
Koi Mujh Me Na Meri Jaga Hai
Kuch Dekhoon Toh Tu Dikhta Hai
Meri Ankhon Mai Teri Nigah Hai
Tujhse Bichar Ke Bakhuda Main Yahan
Ji Na Sakunga Ik Lamha
Araam Ata Hai Deedar Se Tere Mit Jatay Hain Saaray Ghum
Hai Yeh Dua Ke Tujhe Dekthay Dekthay Hi Nikal Jaye Dum
Shukrana Chahe Mai Jitna Bhi Karlun Ke Phir Bhi Rahay Ga Woh Kam
Tera Tasawwur Mujhe De Ke Maula Ne Mujh Pe Kiya Hai Karam
Dil Sawarta Hai Tera Khayalo Se
Dil Sawarta Hai Tera Khayalo Se
Jagmagatha Hai Teray Ujalo Se
Raqs Kartha Hai Dil Tujhpe Martha Hua
Paagalon Sa Tera
Paagalon Sa Tera
Ziqr Karta Hua
Meray Chain O Sukoon Teri Rah Hai
Tu Rooh Ki Khwaabga Hai
Tujhse Bichar Ke Bakhuda Main Yahan
Ji Na Sakunga Ik Lamha
Araam Atha Hai Deedar Se Tere Mitjatay Hai Saaray Ghum
Hai Yeh Dua Ke Tujhe Dekthay Dekthay Hi Nikal Jaye Dum
Shukrana Chahe Mai Jithna Bhi Karlou Ke Phir Bhi Rahay Ga Woh Kam