歌曲 / 歌词

Fizool Hai Sab

Listen on Apple Music

歌词

Khanabadosh hoon is tarah
Na hai manzil koi
Na aashiyan
Khanabadosh hoon is tarah
Na hai dilbar koi
Na naraziyaan
Khilta gulab hai, bujhta chirag hai
Zindagi se khush koi, koi naraz hai
Behisabana mohabbat ka hai sila
Sabkuch chhin gaya, kuch bhi na mila
Yeh hai duniya badi, matlabi daastan
Tu hi tera ishq hai, tu hi tera aaina
Zaalimi yeh jahan, tere liye na bana
Duniya ka dastoor hai
Fizool hai sab
Fizool hai sab
Mein tera tu hai mera
Majboor hai sab
Majboor hai sab
Duniya ka dastoor hai
Fizool hai sab
Fizool hai sab
Mein tera tu hai mera
Majboor hai sab
Majboor hai sab
Deewanepan hone ki hai yeh saza
Gum-e-gulzar hai tuta dil yahan
Aasma sard hai, sukhi yeh zameen
Sab kuch chhin gaya, kuch bhi na mila
Sabkuch chhin gaya
Kuch bhi na mila
Yeh hai duniya badi matlabi daastan
Tu hi tera ishq hai
Tu hi tera aaina
Zaalimi yeh jahaan, tere liye na bana