歌曲 / 歌词

Piya Jaise Ladoo Motichur Wale

Listen on Apple Music

歌词

Iya jaise ladoo... motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho
Har le jaaye... unki do batiya
Jag saara chootey ho
Jag saara chootey ho
Piya jaise ladoo... motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho
Piya jaise ladoo
Hooo...
Ek dil magar kyun
Rakhta hai yeh gum kai
Chahe bewajaha magar
Tadapta hai yeh har ghadi
Haan yeh kambhakht manta hi nahi
Ooohoo...
Piya jaise ladoo... motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho
Pura nahi ho shringar
Pura nahi ho shringar
Jab tak lage na theekhi najariya
Pura nahi ho shringar
Jab tak lage na theekhi najariya
Ek dil magar kyun
Rakhta hai yeh gum kai
Chahe bewajaha magar
Tadapta hai yeh har ghadi
Haan yeh kambhakht manta hi nahi
Ooohoo...
Piya jaise ladoo... motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho
Jo tum kabhi muskuraye
Toh laga hai yeh mujhko
Ke zindagi bewajaha nahi hai
Haannn
To laga hai yeh mujhko
Ke zindagi bewajaha nahi hai
Haaan
Ooo
Ek dil magar kyun
Rakhta hai yeh gum kai
Chahe bewajaha magar
Tadapta hai yeh har ghadi
Haan yeh kambhakht manta hi nahi
Ooohoo...
Piya jaise ladoo... motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho