歌词
Khulti Hai Fiza Mein Jaisi Koi Rangat Dhere Dhere
Jagti Hai Hawa Mein Jaisi Koi Hasrat Dhere Dhere
Waisi Hi Koi Hasrat Jab Jagi Hui
Dheere Dheere Pyaar Mein Hum Tum
Ek Duje Mein Ho Karke Gum
Jane Kahan Aa Gaye Jaane Jaan
Meherbaan
Dheere Dheere Pyaar Mein Hum Tum
Ek Duje Mein Ho Karke Gum
Jane Kahan Aa Gaye Jaane Jaan
Meherbaan
Chal Pada Yeh Kahan Caravan
Ab Toh Hai Ek Naya Aasman
Jaise Chale Hai Pawan Gumsum
Usi Tarah Se Chal Ke Hum Tum
Jane Kahan Aa Gaye Jaane Jaan
Meherbaan
Ab Toh Mein Aankhen Munde Teri Tasveer Bana Do
Teri Tasveer Bana Ke Apni Taqdeer Bana Loon
Ab Toh Mein Aankhen Munde Teri Tasveer Bana Do
Teri Tasveer Bana Ke Apni Taqdeer Bana Loon
Sahil Pe Kasti Jaise Aati Hai Dheere Dheere
Khushboo Ki Mast Jaise Chhati Dheere Dheere
Waise Hi Hum Pe Chhaya Ek Duje ka Saaya
Chal Pada Yeh Kahan Caravan
Ab Toh Hai Ek Naya Aasman
Dheere Dheere Pyaar Mein Hum Tum
Ek Duje Mein Ho Karke Gum
Jane Kahan Aa Gaye Jaane Jaan
Meherbaan
Ab Toh Dil Ke Darwaje Pe Khushboo Ki Dastak hai
Main Beshod Sa Rehta Hoon Har Shu Teri Rounak Khai
Ab Toh Dil Ke Darwaje Pe Khushboo Ki Dastak hai
Main Beshod Sa Rehta Hoon Har Shu Teri Rounak Khai
Baago Mein Kaliyan Jaise Khilti Hai Dheere Dheere
Sagar Mein Nadiya Jaise Milti Hai Dheere Dheere
Waise Hi Milan Hamara Ab Hoga Tumse Yara
Chal Pada Yeh Kahan Caravan
Ab Toh Hai Ek Naya Aasman
Dheere Dheere Pyaar Mein Hum Tum
Ek Duje Mein Ho Karke Gum
Jane Kahan Aa Gaye Jaane Jaan
Meherbaan
Jaise Chale Hai Pawan Gumsum
Usi Tarah Se Chal Ke Hum Tum
Jane Kahan Aa Gaye Jaane Jaan
Meherbaan
Chal Pada Yeh Kahan Caravan
Ab Toh Hai Ek Naya Aasman