歌词
Subah subah ye kya hua
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
Nayi subah nayi jagah
Nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon
Nayi nayi hain meri nazar
Ya hain nazaarein naye
Yaa dekhate khwab main chal raha hoon
Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
Nayi subah nayi jagah
Nayi tarah se nay nazaare main dekhata hoon
Ye gungunaata huva sama
Ye muskuraati fiza
Jahaan ke saath main chal raha hoon
Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
Jo abhi hain usiko jilein
Jo diya wo ji liya wo nasha pi liya
Kal nasha hain ek naya jo
Na kiya to kya jiya
Har pal ko pi ke agar dil na bhar diya subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
Nayi subah nayi hava
Nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon
Subah subah ye kya huva
Na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon
Nayi subah nayi jagah
Nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon
Ye gungunaata huva sama
Ye muskuraati fiza
Jahaan ke saath main chal raha hoon subah subah ye kya huva