歌曲 / 歌词

O' Mama

Listen on Apple Music

歌词

O mama o mama
O mama o mama
Dil se hi ab sochta hai dil mera o mama
Sar ko aksar nochta hai dil mera o mama o mama
Ab khair to nahi koi bair to nahi
Dushman jiye mera
Wo bhi gair to nahi
Jo dil gaya gaya
O mama
O mama
O mama, kanche maare
Billi jaisi aankhon wali
Ek myaun si ladki
O mama
Oonghe kabhi soonghe kabhi
Jhanke kabhi aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O mama
O mama
Aise dabe paon aaye wo ki chaap na ho
O mama, o mama
Khwab mein mil jaaye lekin wo khwab na ho
O mama, o mama
Ummeed to nahi phir bhi ummeed ho
Koi to is tarah aashiq shaheeed ho
Koi gaya gaya
O mama
O mama
Oonghe kabhi soonghe kabhi
Jhanke kabhi aaun kabhi
Kabhi jaaun si ladki
O mama
O mama